sunahli sham ki tarah,
chayi hai dil par ,
Yun teri yaadon ke mele,
kabhi galiyon mein ruk ruk kar,
har kisi mod par,
Yun tujhe talsate hai hum,
Aas aisi hai ki aajbhi teri,
betaab hoke bhi,
Yun aasoon bhi bahte nahin hamare,
Har bhigi si khushboo par ,
Is kadar khumar mein,
Yun tere ghar tak daud jate hain hum,
Kai mausam bite tere jane ke baad,
nahin bhula hoon magar,
Yun mere dil par tere lal hothon ke rang.
Tuesday, February 07, 2006
Monday, February 06, 2006
ATAL BIHARI VAJPAYEE .....Ek Kavita aap par
This hindi poem i had written long back ( when i didnot even knew computers and internet fully leave blogging...ha ha ).......when Atalji went to pakistan for peace talks....i think it was acheivement of whole of india and i commended Atalji through this...................
SACHMUCH EK MISHAL HAI
Bair bhav ki is duniya mein,
Jo tumne kiya,
Wo ek mishal hai
Pyar se jit liya dushman ka dil
Aaknhon se nafrat mita di,
Sarhadon mein garmi mita di,
Zamana yaad karega tumko,
Aur is pal ko,
Jab tumne dsoti ka kadam badaya,
Pyar se haathon ko thama,
Chu liya dushman ka dil,
Jo tumne kiya sachmuch ek mishal hai,
Na chalayi goliyan, Na dagi missilnein,
Par Jit kar dushman ka dil,
Nafrat par pyar ki jeet dard ki hai,
Aaj to allah bhi tali bajata hoga,
Gandhi bhi naaj karta hoga,
Jo tumne kiya sachmuch ek mishal hai,
Na damake kiye tune,
Na lal ki dharti tumne,
Par paar ki sarhad tumne,
Jod kar dilon ke pul,
Tod kar bandhano ko sare,
Bharat ka sar ooncha kia tune,
Is par ho ya us par,
Har koi gawah hai,
Jo tumne kia woh suchmuch ek mishal hai
SACHMUCH EK MISHAL HAI
Bair bhav ki is duniya mein,
Jo tumne kiya,
Wo ek mishal hai
Pyar se jit liya dushman ka dil
Aaknhon se nafrat mita di,
Sarhadon mein garmi mita di,
Zamana yaad karega tumko,
Aur is pal ko,
Jab tumne dsoti ka kadam badaya,
Pyar se haathon ko thama,
Chu liya dushman ka dil,
Jo tumne kiya sachmuch ek mishal hai,
Na chalayi goliyan, Na dagi missilnein,
Par Jit kar dushman ka dil,
Nafrat par pyar ki jeet dard ki hai,
Aaj to allah bhi tali bajata hoga,
Gandhi bhi naaj karta hoga,
Jo tumne kiya sachmuch ek mishal hai,
Na damake kiye tune,
Na lal ki dharti tumne,
Par paar ki sarhad tumne,
Jod kar dilon ke pul,
Tod kar bandhano ko sare,
Bharat ka sar ooncha kia tune,
Is par ho ya us par,
Har koi gawah hai,
Jo tumne kia woh suchmuch ek mishal hai
QUEENSLAND chennai ........ tcs annual day celebrations

BOATING ....was boring again!!!!!!!!!!












from top.......some views....

trying to focus myself................risking my 6600

i am flying ..............ha ha .....it was a shit ride.......waste of time..

thats the roller coaster........ i can still feel the sinking feeling in my gut..

HEy thats me in middle.........


srini ....sushil...dilip...
Now that was something good from TCS after all that hiccups from HR people.... really i was satisfied ....no ....exhilarated ....QUEENSLAND is a great place ....HEY chennai is not so bad after all..........
roller coaster was the best one....then the american wave pool....
though i went through most of the places ...or rides ....leave that centrox and pirata....
dark house was also good....got good messaging of feet......
see the pics..........
Sunday, December 18, 2005
sham hote hi......HINDI
sham hote hi,
kyun aakhein phir bhar aayi,
din udas sa dikha tha mujhe,
raat abhi bahut baki hai,
zane kis ghadi ,kis mod par,
tum phir yun mil zao,
har baar teri talash mein hoon,
jhil bhi aaj soyi si hai,
kahan gayi sari khusiyaan,
aaj phir dil udas sa hai,
bahein teri intzaar mein hai,
tum zane kahan par ho,
hawa bhi yun sard si hai,
kya jane kyun itni naaraz ho tum,
chaand bhi aadha hi hai,
udas raat bhi kuch kah rahi shayad,
rahein bhi teri pukar mein hai,
har raat teri chandani mein hai,
pyale phir kyun khanakte hain,
jaam bhi yun lal sa hai,
shyad tere hothon se churayi hai,
aakhon mein nami si hai,
tum aakar mujhse mil zao,
har baat meri tere adab mein hai,
kyun aakhein phir bhar aayi,
din udas sa dikha tha mujhe,
raat abhi bahut baki hai,
zane kis ghadi ,kis mod par,
tum phir yun mil zao,
har baar teri talash mein hoon,
jhil bhi aaj soyi si hai,
kahan gayi sari khusiyaan,
aaj phir dil udas sa hai,
bahein teri intzaar mein hai,
tum zane kahan par ho,
hawa bhi yun sard si hai,
kya jane kyun itni naaraz ho tum,
chaand bhi aadha hi hai,
udas raat bhi kuch kah rahi shayad,
rahein bhi teri pukar mein hai,
har raat teri chandani mein hai,
pyale phir kyun khanakte hain,
jaam bhi yun lal sa hai,
shyad tere hothon se churayi hai,
aakhon mein nami si hai,
tum aakar mujhse mil zao,
har baat meri tere adab mein hai,
shayari.....4
banana bigadna dasture zindagi,
rona hasna dastane zindagi,
akela dil majbure zindagi,
teri yaad maula meri zindagi,
rona hasna dastane zindagi,
akela dil majbure zindagi,
teri yaad maula meri zindagi,
tej hawa..........HINDI
tumhare paas se guzra,
teri kushboo sasoon mein aayi,
wo har lamha wapas aaya,
juban mein himaat na thi,
warna aakhon mein lali na hoti,
na samajh paye yun dil ki juban,
kaha mujhe phir se bewafa,
yun roote baithe rahe tum,
kya jane nadan kaun tha us din,
zalim to tumhe kah nahin sakta,
bahut zakhmi hue hum phir bhi,
tinko ki tarah nazuk hua,
wo salon ka payr hamara,
thodi si hawa tej hui thi,
kadam ukhad gaye hamare tumhare.
teri kushboo sasoon mein aayi,
wo har lamha wapas aaya,
juban mein himaat na thi,
warna aakhon mein lali na hoti,
na samajh paye yun dil ki juban,
kaha mujhe phir se bewafa,
yun roote baithe rahe tum,
kya jane nadan kaun tha us din,
zalim to tumhe kah nahin sakta,
bahut zakhmi hue hum phir bhi,
tinko ki tarah nazuk hua,
wo salon ka payr hamara,
thodi si hawa tej hui thi,
kadam ukhad gaye hamare tumhare.
meri awaz....HINDI
amawas ki thi wo raat,
aaj bhi yaad hai hamein,
chaand bhi kahi khoya tha,
chuppi si chyi thi har taraf,
har bar pukara tumko,
tum sun na sake phir bhi hamko,
kitni guhar lagayi maine,
tere rooothe man ko manane ko,
lot aa lot aa lot aa,
kahta raha main pagal,
yun phaili rahi meri baahein,
tere intzaar ke pal mein,
main tab bhi sisakta raha,
us biarah ki raat mein,
tadaapta chod gaye tum mujhe,
zane kon se manzil thi tumhari,
tujhe aagosh mein lene ko,
tujhe pyar karne ko
main aaj bhi pagal hoon,
har hasrat meri tummein hai,
patjadh ke mausam mein,
sukhe pataoon ki tarah,
bikhar gaya pyar hamara,
udti hui toofano mein,
kadar na ki zazbatoon ki,
zamane mein tum mashur hue,
hum har pal zamane se door hua,
band aakhon se tujhe pyar karta hua,
barsat ne bhi aaj dokha diya,
rokar khud ko bighoya hamne,
kyun sun na sake tum,
mere siskate dil ki awaz...
aaj bhi yaad hai hamein,
chaand bhi kahi khoya tha,
chuppi si chyi thi har taraf,
har bar pukara tumko,
tum sun na sake phir bhi hamko,
kitni guhar lagayi maine,
tere rooothe man ko manane ko,
lot aa lot aa lot aa,
kahta raha main pagal,
yun phaili rahi meri baahein,
tere intzaar ke pal mein,
main tab bhi sisakta raha,
us biarah ki raat mein,
tadaapta chod gaye tum mujhe,
zane kon se manzil thi tumhari,
tujhe aagosh mein lene ko,
tujhe pyar karne ko
main aaj bhi pagal hoon,
har hasrat meri tummein hai,
patjadh ke mausam mein,
sukhe pataoon ki tarah,
bikhar gaya pyar hamara,
udti hui toofano mein,
kadar na ki zazbatoon ki,
zamane mein tum mashur hue,
hum har pal zamane se door hua,
band aakhon se tujhe pyar karta hua,
barsat ne bhi aaj dokha diya,
rokar khud ko bighoya hamne,
kyun sun na sake tum,
mere siskate dil ki awaz...
shayari....3
beete lamho ka jam banata chala gaya,
barbad hone ka jasn manata chala gaya,
yaad phir teri aayi lakh kosiso ke baad,
ulte paaon main bhi mahkhane wapas chala gaya.
barbad hone ka jasn manata chala gaya,
yaad phir teri aayi lakh kosiso ke baad,
ulte paaon main bhi mahkhane wapas chala gaya.
shayari .....2
mohabbat ka shikanja ham par kas diya,
yun rula rula kar , is kadar has diya,
zulm karo ham par , ye tumko hai hak diya,
par zamane se kaho , ye dil mujhko diya,
yun rula rula kar , is kadar has diya,
zulm karo ham par , ye tumko hai hak diya,
par zamane se kaho , ye dil mujhko diya,
shayari...1
kabr tak sath nibhayoonga,
yun tum hamein bhula na payoge,
hamne ishq ki rahoon par,
har pal jeene ki kasam khayi hai,
yun tum hamein bhula na payoge,
hamne ishq ki rahoon par,
har pal jeene ki kasam khayi hai,
main zara door khada.....HINDI
main zara door khada,
khayalon mein khoya hua,
raatoon ko rota hua,
chehoron ko dhakta hua,
har baji haarata hua,
khud ko lutata hua,
pal pal kat ta hua,
kono mein chupta hua,
tanhai mein gata hua,
bhid mein chikta hua,
khud se bhagta hua,
khuda se poochta hua,
akele mein darta hua,
himmat ko khota hua,
kismat ko kosta hua,
khud mein karahta hua,
logo ko hasata hua,
jhuti hasi hasta hua,
main zara door khada,
yun phir rota hua,
khayalon mein khoya hua,
raatoon ko rota hua,
chehoron ko dhakta hua,
har baji haarata hua,
khud ko lutata hua,
pal pal kat ta hua,
kono mein chupta hua,
tanhai mein gata hua,
bhid mein chikta hua,
khud se bhagta hua,
khuda se poochta hua,
akele mein darta hua,
himmat ko khota hua,
kismat ko kosta hua,
khud mein karahta hua,
logo ko hasata hua,
jhuti hasi hasta hua,
main zara door khada,
yun phir rota hua,
Subscribe to:
Posts (Atom)