Monday, February 06, 2006

ATAL BIHARI VAJPAYEE .....Ek Kavita aap par

This hindi poem i had written long back ( when i didnot even knew computers and internet fully leave blogging...ha ha ).......when Atalji went to pakistan for peace talks....i think it was acheivement of whole of india and i commended Atalji through this...................
SACHMUCH EK MISHAL HAI
Bair bhav ki is duniya mein,
Jo tumne kiya,
Wo ek mishal hai
Pyar se jit liya dushman ka dil
Aaknhon se nafrat mita di,
Sarhadon mein garmi mita di,
Zamana yaad karega tumko,
Aur is pal ko,
Jab tumne dsoti ka kadam badaya,
Pyar se haathon ko thama,
Chu liya dushman ka dil,
Jo tumne kiya sachmuch ek mishal hai,
Na chalayi goliyan, Na dagi missilnein,
Par Jit kar dushman ka dil,
Nafrat par pyar ki jeet dard ki hai,
Aaj to allah bhi tali bajata hoga,
Gandhi bhi naaj karta hoga,
Jo tumne kiya sachmuch ek mishal hai,
Na damake kiye tune,
Na lal ki dharti tumne,
Par paar ki sarhad tumne,
Jod kar dilon ke pul,
Tod kar bandhano ko sare,
Bharat ka sar ooncha kia tune,
Is par ho ya us par,
Har koi gawah hai,
Jo tumne kia woh suchmuch ek mishal hai

No comments: