Sapne dekhte hain har pal,
khote hain phir mere afsane,
Soyi soyi si duniya meri,
Unme tum jagi jagi si,
Dil mein pyar ki unjani uljhan,
Bechain ho gaya hoon ab to,
Raha baki na hosh koi,
Tere yadon ke nashe mein,
Aakhon mein chupe kai armaan,
Bayan karne ki himmat nahin,
Nazarein milte nahin sharm se,
Aur door hote hain hum waqt se,
Khuda se maangte hain tumko,
Tumse tumehein maang pate nahin,
Zane kab hogein rubaroo phir,
Milengi kab dil ko tasalli hamare,
Dabe afsane dil mein tadapte hain,
Us pal tumpar kurbaan hone ho,
Kwaishon ke pul banate hue,
Lafzon ke moti pirote hain,
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
2 comments:
Guru shayariya abhi bhi suna rahe ho. Mujhe yaad nahi aa raha hai kaunsi poem main teri mari thi. Smoke touching my nostrils? :-D
I dont knwo after reading this I missed the ILP days..Even you must have got that what I am speaking
Post a Comment