CHUP CHUP KAR DEKHTE HAIN TUMKO,
APNE ARMAANON KO SINCHTE HAI AISE,
HAR LAMHE MEIN TALASTE HAIN TUMKO,
NA PAYEIN TO ROTE HAIN HUM DIWANE,
SAB KHAYAL SIMATTE HAIN TUMPAR,
IS DAGAR KI MANZIL HO TUM,
SAFAR KI HIMMAT NAHIN MUJH AKELE KO,
CHOTI SI DUNIYA MEIN RAHTE HAIN,
KWAISHWON MEIN GATE HAIN HUM,
SOCHTE HAIN SUN LOGI TUM SHAYAD,
PAAS NAHIN HO TUM MERE,
EHSAAS HAR PAL HAI MUJHKO GAM KA,
CHUTE HAIN MERE KHAYAL TUMKO PAL PAL,
SAASOON KI RAFATAR INSE HI HAI KAYAM,
LAMHA LAMHA BECHAIN HAI,
SUKUN AAPKI BAAHON MEIN HAI,
KARWAAN ZINDAGI KA RUKTA NAHIN,
NAZAR AAPKI PYASE KI ZINDAGI MAGAR,
SAAM KO CHU LOGI MUJHKO,
SADIYON SE INTZAR HAI MUJHKO,
HAR LAMHA KHUBSURAT HOGA,
JAB AAP HAMARE KARIB HOGEIN,
Sunday, October 30, 2005
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment